Cherreads

“30 din: Hisaab-e-Maut “

Priya_2942
Kya hota hai jab aapki guzri hui zindagi ka ek bhoola-bisra karz aapka darwaza khatkhatane lage? Ek unknown number se aaya message—'30 din hain tumhare paas, apna karz chuka do'—poori duniya ulat-pulat kar deta hai. Yeh koi prank nahi, balki ek maut ka countdown hai. Har guzarta din ek naya khauf aur har raat ek naya saaya. 30 din ki yeh dastaani silsila... kya yeh koi insaan hai ya koi purani rooh? Aur sabse bada sawal: Woh karz kya hai jo ab khoon maang raha hai? Padhiye ek aisi kahani jahan har 'installment' maut ke kareeb le jati hai."
Latest Updates