Mera naam Ajay hai aur Main apni kahani sunane ke liye taiyar hun Ham bahut Garib Ghar Se belong karta hun hamare papa sharab Peete the aur hamare maa majduri karti thi aur Main Ghar mein sabse bada hun
Mere Papa ki sharab peene ke bad Ham pareshan rahte the isiliye ham bahut pareshani jhelani padati thi FIR main 7th class mein padhta tha FIR maine riksha chalana shuru Kiya Maine rikshe se kamana shuru Kiya jab paper aate the to main School mein paper dene chale jata tha aur Baki din School nahin jata tha kyunki Main riksha chalane per majbur tha Meri umra kam se kam 13 14 sal ki hogi tab maine kamana shuru kiya tha mera ek Chhota bhai bhi tha Jo Mera Sath deta tha jyada Saman hota tha to Main usko apne pass Bula leta tha
