Aaditya kabhi poori tarah normal nahi ho paaya.
Par woh zinda tha.
Aaj bhi kabhi-kabhi mera phone vibrate hota hai.
Aur message hota hai —
"Sach bolne ki keemat hoti hai…
par chup rehne ki usse bhi zyada."
Aur tab mujhe mehsoos hota hai…
Us raat shehar so gaya tha…
par main jaag gaya tha.
