Stranger's love story...
(Kittu & anshi are friends in school time)
Anshi: ( chatting karta hua ) hlo
Kittu: hiii , kya kar rahi hai bhai
Anshi: kuch nahi shadi mai ayai thi
Kittu: achi baat hai or bata
Anshi: sab badiya apni bata
Kittu: bss mai bhi badiya
Anshi: (mummy bula lati hai) mai abi ayai wait kar plz..
Kittu: thik hai par thoda jaldi
Anshi: okay ( chats open hi rak ka chali jati hai)
Anshi ka bhai (Deepanshu)un chats ko dak lata hai or us i'd ko apna phone Mai search krta hai....
Kittu:(notification..)ab ya kon hai
Deepanshu send the request...
Kittu: jo bhi hai kr lati hu accept kyuki ya anshi ki following mai hai
Deepanshu: ( send a text) hiii..
Kittu: (notification..) hlo kon?
Deepanshu: anshi ka bhai ...
Kittu: okay ..
Deepanshu: mena app ki or anshi ki abi chats dakhi wo phone open hi chod ka chali gayi thi ..
Kittu: (Ara yrr ya bhi na band nhi kar sakti thi) acha ...
Deepanshu: hmmm..... Kya ham baat kar sakta hai ..
Kittu: hmm kr sakta hai
Deepanshu: vasa app dono same class Mai ho
Kittu: hai....
Deepanshu: okay.... or batao kisa ho
Kittu: badiya apni batao....
Deepanshu: bss mai bhi thik hu
Kittu: app kya karta ho schl/college....
Deepanshu:mai bhi schl mai hi hu
Kittu: acha ..... Class???
Deepanshu: 10th...
Kittu: okay... Board hai ab ki bar to fir...
Deepanshu: hmm..
Kittu: achi baat hai padai kro...
Deepanshu: ab wo to karni hi pada gi ...
Kittu: hmmm....
Deepanshu: vasa app ki pics daki abi mana..
Kittu: meri pics kaha dak li app na ...
Deepanshu: anshi ka mobile mai or app na usko share bhi kar rakhi hai.....
Kittu: ( anshi pitt ka raha gi ab to tu ) acha ....
Deepanshu: cute ho💞.....
Kittu: thnx....
Deepanshu: single ho app.....
Kittu: hai par ya sab kyu puch raha ho ....
Deepanshu: bss aisa hi puch raha tha .....
Kittu:okay..
Deepanshu: kya kar Raha ho....
Kittu: bss kuch nhi abi to free hi thi ...
Now in the next chapter, what happens next?....💞☺️
