Cherreads

Mere pyaar ki kahani

rishusharma
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
373
Views
Synopsis
mere pyar ki kahani
VIEW MORE

Chapter 1 - Mere pyaar ki kahani !

Main apne friend se kaha ki main usse pyaar karta hu mere friend nain uski bhen se kaha ki rishu ki setting apni bhen se Kara do to ki bahan ne usse kaha ki rishwat se pyar karta hai usse setting karegi ya nahin to usne kaha ki han main kar nahin sakti na karne ka Dil nahin man Raha isiliye 2 din bad bataungi to fir uski bahan mere pass aaye ki jo tumhare dost ne mujhse kaha tha vah baat majak thi ya FIR real thi maine kaha ki vah real baat thi main tumhari bahan se sach mein pyar Karta Hun to usne kaha ki vah 2 din ke bad pata aaegi maine kaha theek hai to fir Maine 2 din tak intezar Kiya usne mujhse do din bad uski bahan ne Aakar kaha ki meri bahan han kar rahi hai to fir main usi din uske liye ring laya tha mere friend ne Maine kaha tha ki meri friend uske Ghar per jakar yah ring usko Diya to usne vah ring usko di thi usne pahan bhi bahar I usne mujhse kaha ki tum pagal ho gaye ho kya maine kaha tumhare pyar mein to pagal Ho jaunga main us din ke bad agale din usne mujhse mere Ghar Aakar yah kaha ki tumne apne friend se kya kaha tha maine kaha ki main sach mein tumse pyar karta hun to uske bad mere dost ne usse mere kuchh baat Kahi meri aur uski ladai Ho gai uske bad vah mere se Aaj Tak nahin boli FIR vah ek din mere pass I aur usne kaha ki main tumse pyar nahin karti Tum sirf mere Bhai Jaise Ho Maine socha ki uski bahan ne mere sath Dhokha Kiya hai to fir Maine uski bahan se baat ki ki tumne yah mere sath kya kiya tumhari bahan ne to mujhse mana kar diya ki main tumse pyar nahin karti to usne kaha ki main to tumhare sath majak kar rahi thi.