Cherreads

Chapter 1 - AHMIYAT( IMPORTANCE)

Ek ladki thi uska name Juhi tha Jo ki bahut achhi ladki thi Juhi kaafi Achchhe parivar se thi uski ghar Mein uski Koi. Bhi importance nahin thi wo chahti thi ki, her Koi mujhe importance day per Koi. Usko importance nahin deta tha. Juhi ke maa baap or Bhai behen Koi usko importance, nahin deta tha wo Andar se toot chuki thi or sochti thi ki, main ab, kya Karun, Juhi chahti thi ki , sub, mujhe importance, day, wo kuch karna, chahti thi. Apni life Mein kuch achha, Joe ke ghar wale, use ek zimmedaar Insan samjhay.....

Juhi NE decide kiya ki wo, ek job, karegi office job, jise, karne. Se us ko uske ghar ke Andar respect Milne lag . Jaye or Juhi NE ek job dhoond , he Li or wahan per kaam karne. Lag gai. Juhi Jahan job, karne, jati thi wahan uske ka owner ka name, Suraj tha Suraj bahut, he achha ladka tha jab usne Juhi ko dekha Toh wo. Use dekhta he reh Gaya juhi, use sabhi ladkiyon. Se Alag dikhai di . Or uska Dil Juhi per aa Gaya suraj . Juhi se Pyar karne laga tha.vo chahta tha ki Juhi ussay pyar kare or Suraj say shaadi kar lay par Juhi ko aapni life may kuch aysa karna rha ki vo life may kuch ban sake or aspni ahmiyat( importance) Bana Sakay . Juhi kay liye aapnay kaam say jayada kuch nhi tha Juhi aapnay kaam kay liye bahaut hi possessive thi .Juhi aapnay kaam kay liye itni possessive thi ki ek din ki bhi chutti office say nhi karti thi vo nhi cahati thi ki koi bhi ussay galti ho Jo suraj sir usko office say nikalay or Juhi imandaar bhi bahaut thi par suraj ko uski imandaari or daily aana office or itni pyaar say sab handle karna aacha lagta or suraj nay Juhi ko aapna personal secretary Bana liya vo chahta tha ki ab all time Juhi suraj kay sath Rahe uska dur Jaana suraj ko bychayan kar raha tha koi bhi meeting hoti toh suraj Juhi ko aapnay sath lay jaata or vo meeting hamesha successful hoti suraj khush tha par vo ab Juhi ko aapnay sath Bahar ki international meeting may layjaanay ko bol raha tha jab suraj nay international meeting kay baaray may Juhi say bola kya tum meray sath jalogi tab Juhi thoda souch may pad gai or usnay bola ki family say puch kar hi bata paungi. Suraj bola thik hai may wait Karunga suraj international meeting may bhi Juhi ko aapnay sath layjaana chahta tha kyucki Juhi uskay liye kafi lucky thi or vo es meeting may Juhi kay sath hi Jaana chahta tha . Suraj Mann hi Mann Juhi ko pasand karta rha vo raat bhar yahi souchta raha kya Juhi kay family valay Juhi ko uskay sath jaanay dayengay ya nhi ....

Waha juhi apni family, se, puchne lagi, kya main Suraj, sar ke saath international meeting Mein Ja Sakti Hun. Pehle Toh Juhi ki family NE use Mana kiya per us. Ki Bhai NE kaha ki. Haan ye ek achhi opportunity hai, tum jao main sub sambhaal lunga. Juhi Khush ho gai or Agle din office, Mein Aakar apni jagah per baithi. Tabhi Suraj sar aye or bole ki kya tumne apni family, se baat ki. Wo boli Haan sar pehle Toh bahut, Mana kar Rahe thae per Maine, Mana Liya or wo keh Rahe Hain ki. Tum Ja Sakti ho iss baat ko. Sunkar Suraj ji ki Khushi ka thikana, he nahin tha. Suraj sarne Juhi ko bataya ki ye international trip ek hafte ka. Hoga or hamein iss meeting Mein kaafi kaam, karna hai or project bhi taiyar, karna hai kya tum mere saath trip may project, taiyar, kar paogi Juhi boli Haan sar main Puri, mahanat, karne, ke liye taiyar Hun kyonki mujhe. Aage, badhna hai or apni life Mein ahmiyat chahiye, apni family walon, se joki wo, mujhe nahin, dete Hain. Suraj nay do ticket karaa Li or bola Juhi tum airport, aa, Jana ya phir, main tumhen Lene, aaun juhi boli ki sar, main airport, pahunch, jaungi suraji, ko. Ek din ka bhi Intezaar nahin ho Raha tha jaldi he uth Gaye thae Soch Rahe thae Juhi kab aayegi or who Juhi ko call kartay Hain or Bolte Hain ki? Juhi , kya tum taiyar ho gai ho Kya Juhi boli haa sir Mein taiyar Hun bus phone charge, kar Rahi thi Suraj sir NE bola kya main tumhen Leni, aa sakta Hun tumahre ghar, Juhi , boli, arey nahin, sir, main, pahunch, jaungi Suraj ji bole, ki, main tumahre, ghar, ke samne. Se. He nikle lunga Toh tum Bahar. Taiyar rehna or main tumhen Le kar. He jaunga, Juhi, he boli thik hai sir.. Suraj Juhi ko uske ghar per car Mein Lene aa. Gaye Juhi ko apni, Barabar.Wali seat par baithne, ko bola Juhi Baith, gayi or Suraj or Juhi, he airport ke liye nikal Gaye airport jaakar. Juhi Suraj, sir Yeh Mera international trip hoga or Maine Socha bhi nahin tha ki main international trip per kabhi, jaungi Or flight karke Suraj or Juhi NE ek resort book, kiya or wahin per meeting ki.or meeting ki Taiyari karne Mein Lag gaye meeting khatm, hone per raat ko. Ek, he room main sote or apni. Baatein ek dusare se share, karte, Suraj Jana chahata tha juhi ko Yeh job, kyun Karni, Padi or uske gharwale, usko, ahmiyat kyun nahin datay thay. .....

Juhi NE bataya, ki jo uski family hai. Uske Andar Jo mom hai wo uski saggi, mom nahin hai wo uski step mother(sotayli mom ) hai, isliye, wo. Koi bhi kaam kar Le usko importance nahin milti. Thi..... Yeh sub jaankar, Suraj ji, ko kaafi Dukh hua or wo Bol, Rahe thae ki main tumhin kaisa, lagata, Hoon, Juhi boli sar, AAP, Achchhe, Hain, Suraj bola bus, achha. Bahut achha nahin Hoon Juhi Hass padi...

Suraj ko Juhi bahut achhi lagi, Agle din Juhi bathroom, se. Naha kar Bahar aai or uske Gile Baal bahut, he Achchhe lag. Rahe, thae kyonki uske Baal kaafi. Lambe thae or uske baalon se Pani tapak Raha tha boond boond karkay Suraj Juhi ko dekhta he, reh, Gaya Mano uska Mann kar. Raha ho Juhi ke Baal Sukha, Du Juhi ko bhi suraj pasand aanay laaga vo en 7 days kay trip par suraj ji say kafi khareeb aa gai rhi suraj ji nay Juhi ko shaadi kay liye purpose kiya or Juhi nay haa kar di ab vo bhi suraj sir ko pasand karnay lagi thi suraj ji jihu ko esliye bhi pasand aaye thay ki 7 days baad trip par rahnay par bhi suraj ji nay Juhi kay sath kuch galat nhi Kiya or vo ek aachay dost ki Tarah Rahe....

Ab international trip khatam hua or suraj sir or Juhi ki nazdikiya baadnay lagi office may bhi gar kisi ko suraj sir or Juhi kay baaray may paata lag gaya jab roz office may yeh sab baatay honay nhi rab Juhi frustate honay lagi Juhi nay suraj sir ko cafe may bulaya or bola suraj sir office may hamaray baaray may sabhi baatein kartay hai or mujhe yeh sab aacha nhi laagta suraj ji bolay hum jald hi shaadi kar lengay Juhi khush ho kar suraj ji ki Baho say lag gai or fir ek din suraj sir Juhi kay ghar gaye Juhi ka hath mangnay kyucki suraj ji kay Mata pita car accident may chal bassay thay esliye vo khud hi Juhi kay liye rishta lay aaya .jab Juhi ki sotayli maa ko Pata chala ki Juhi ka sir kafi paysay Vala hai toh saunay Juhi ka rishta aapna liya .....

Phir Suraj ji NE Juhi se shaadi kar Li or use bahut Pyar. Se rakhne lagay Suraj ji NE bataya, Juhi, ko, ki uska, ek, best friend, hai Jo ki sgaadi may nhi aa paya tha or. Suraj ussay Bachman Se jaanta hai use dinner pe. Bulaya. Dinner pe bulane ke baad use juhi achhi lagi uski Juhi ki taraf kharab niyat hone lagi. Or jab Suraj ghar per nahin tha Toh uska dost ghar Aaya jiska name, Vikram tha Juhi bathroom, Mein naha Rahi, thi Juhi ko door bell sunai di Juhi towel lapet kar, Bahar aai or dekha ki. Suraj ka Dost, Bahar, khada, hai, Juhi NE, bola, Suraj ghar, pe, nahin, hai per wo, bola, mujhe aapse kaam hai, juhi towel, Mein thi or use, bahut, Sharam aa Rahi thi. Usne bola AAP baad Mein aana usne. Ekdum says darwaaza, ko dhakka Diya or Juhi ekdum peeche ho Gai darkar. Or Vikram ke badhte Kadam Juhi, ko or bhi Dara Rahe thae lag Raha tha Vikram ki Mann Mein kuch or he hai or wo Juhi ki, taraf badha or Juhi bhaagne Lakhi usne zor se Juhi ko bed per Daal Diya or uske upar lateni ki koshish ki. Juhi bahut Darr Rahi thi ki boli ye kya kar, Rahe ho kuch Toh Sharm, karo, main tumhari, Dost, ki biwi Hoon, ye, sub, karna, thik, nahin hai. Tum yahan se chale jao. Vikram nahin Mana or Juhi ko choomna shuru kar Diya Juhi use dhakka deti. Rahi per wo nahin Maan Raha tha or Juhi ke Gile baalon, ko zor zor se kheench Raha tha tabhi Mano Suraj aa Gaya or usne Vikram ko, iss halat Mein Juhi ke saath dekh Liya Suraj ka khoon, khol, Gaya ki uska bachpan ka Dost iss tahan. Se uski biwi ke saath kaise, kar sakta, hai or usne Vikram ko zor jor se maarna, shuru, kar Diya. Vikram Suraj ko, dekhkar ghabraha Gaya or bola ki main Toh bhabhi ji, se, mazak, kar Raha tha, main Aisa, kyun, karunga main Toh unhein Dara Raha.Tha ...

Vikram bola Suraj Tu mere bachpan ka Dost hai mujhe maf kar dein mere se galti ho Gai or Suraj NE Vikram ko police ke havaale kar Diya Vikram ko Suraj pe bahut, gussa, Aaya wo Suraj se, nafrat, karne lag, Gaya .....

Wahan Juhi ki sotely maa juhi se paise mangwane lag.gai Ki unhein payso, ki jarurat, hai, Juhi , he unhein paise laakar, day dayti Juhi NE apni. Maa ko Mana nahin kar pie or uski Madad ki. Kyonki uski wo suteli maa, thi or uski sotely maa ka laalach badhta, he Ja Raha tha. Or Paisa chahiye kabhi jevar kabhi Paisa, maang, maang, Juhi ko pareshaan, karkti rahti Juhi ab preshaan ho gai thi vo suraj ji kay sath dur jaakar rehna chahti thi Juhi ko sukoon chahiye tha Juhi ki khoobsoorati uskay liye preshani naa banzt esliye vo sab codkar Jaana chahti thi kyucki usko dar tha Vikram aagaya toh kya hoga ....

Esi dar kay sath vo ji rahi thi suraj ji bolay may hu na tu mat aasu baho.juhi ka ghar may Mann nhi lagta tha usnnay suraj ji say bola ki Mera Mann ghar may nhi lagta kya may Office, aa Sakti Hun or kuch kaam kar Sakti Hun suraji bole, Han tumhara, he office, hai, jab chahe, aa Sakti ho, isi bahaane, tumhara kaam, Mein Mann, bhi laga, rahega or tum mere pass bhi.Rahogi .....

Or Office, gai tab dekha ki, ek new secretary, Suraj ji, NE Rakhi hai, wo secretary bahut, he Chhote, Chhote kapde, pahanti thi, or Suraj ji ko apni, taraf, attract, karne, ki koshish, Karti thi joki. Mujhe achha nahin lagata tha. Jab Maine Suraj ji se kaha, aapne secretary, kyun Rakhi hai Toh unhone bola, ki wo, tumse, Jayada Padi Likhi, hai, sub, kuch handle Achchhe se. Kar leti hai isliye, Maine secretary, Rakhi, Maine, bola, thik hai, AAP secretary se dur he rahiye, , uski, harkatein, mujhe, thik, nahin, lagti, hai, Suraj, ji bole, mujhpe Vishvas. Rakho main tumhara Hoon, Juhi or tumhara. He rahunga

Or Secretary ko Pata tha ki main Suraj ji ki wife, Hun wo Jaan kar ye, sub, harkatein karne, lagin Mera or Suraj ji ka divorce, ho, jaye, vo Suraj ji se, shaadi karna chahti thi ussnay aapni chikni chupdi baaton may suraj ji ko aapna banana chaha par suraj ji ko vo attract karnay lag gai or ab Suraj ji bhi ghar late aane Lage or secretary ke Sath jayada time expand karne Lage or main ghar, Mein akeli Rehti kyonki Suraj ji, NE mujhe office, na. Aane ke liye Bol Diya tha kyucki, unhein bhi secretary ke saath rehna achha lag. Raha, tha.vo uskay chottay kapado say attract ho kar mujhe bhulay jaa Rahe thay ussnay Pata nhi Kya jadu kar Diya tha Suraj ji usi secretary ki taraf attract ho Rahe thae ghar late, aate or Khana bhi Bahar khakar aatay mujhe ye, sub, nahin achha lag, Raha tha mujhse dur h Rahe Hain Maine, bhi Soch Liya ki ab mujhe suraji ke. Saath nahin rehna or divorce chahiye. Jab Maine Suraj jise, divorce, ki baat ki Toh unhone saaf Mana kar Diya per mujhe Toh divorce, chahiye tha jis insaan, ko, Meri parvaah, nahin main, uske, sung, nahin, reh, Sakti.....

Or may suraj ji say dur ho gai maynay soucha maynay galat faysala lay liya.jo hua aacgay kay liye hi hua ab meri saheli mujhe priya mili kafi Saal baad myjhe mall may mili or usnay baataya vo modelling karti hai may bhi bahaut empress hui ussay dekh kar tabhi vo boli pehlay say Juhi tu toh bahaut sunder ho gai hai may udaas shabado may boli ki kaha sunder hu Agar sunder hoti toh Mera pati mujhe chodkar kisi or kay pass nhi jata vo boli kyu kya hua Juhi tu meray sath cafe chal or sab bata may priya kay sang coffee pinay chali gai or sab baat batai fir vo boli may Juhi tujhe ek offer Du kya tu meri company may modelling ki job karegi mujhe bhi kaam ki bahaut zaroorat thi toh may Mana nhi kar Pai or modelling ki job karli or may shooting karnay lag gai jassay project milta us type kay kapaday pehanti kabhi saree toh kabhi short dresses.. or modelling kartay kartay may top ki model bangai jagah jagah meri magazine or banner lagnay laagay or may bahaut popular ho gai tab mujhe meri AHMIYAT samajh aai may jis pehchaan ko dund rahi thi vo aab mujhe mil gai may bahaut khush thi ki may aacha kaama bhi rahi rhi ...

Or mujhe ek cafe may suraj ji milay or maynay unhay ignore kar diya vo meray pass aaye bolay mujh say bolo gi nhi maynay bola kya aap mujhe jaantay ho suraj ji bolay tum mujhe itni jaldi bhul gai maynay bola bhuli nhi hu tumnay bhulay par majboor kar diya hai suraj bola ki mujhe maaf kar do Juhi may bahak gaya tha secretary Kay pyar may .maynay bola aapni secretary Kay pass jao mujhe say kya kaam hai vo bola secretary toh mujhe dokha daykar chali gai or sab property bhi sath hi lay gai maynay bola ohhh esliye meray pass chale aaye suraj ji nay bola plzzz mujhe maff kar do may aapnay faysalay par pachta raha hu tabhi mujhe meri value Matlab AHMIYAT( IMPORTANCE)Pata chali Mera yeh message Har koi ladka ya ladki yaad rakhna Agar tum kami yaad ho toh tumhay sab bahaut pyaar karengay or agar tum kamiyaab nhi ho tumhay koi pyaar or ahmiyaat nhi dayega maynay suraj say bola plzz tum chalay jao may kisi meeting kay liye aai rhi or vo udaas aankon say mujhe dekhta raha fir chala gaya or Mano souch raha ho ki may uski good luck thi or usnnay mujay chodkar galati ki ho kyucki Juhi jab tak uskay sath thi suraj ko Har meeting or deal may fayada Hota tha or uski tarraki ki vajah may hi thi .ab vo chala gaya or fir meri family ka bhi mujhe call aaya hi may us ghar may aajau or aapni family or mas baap kay sath Rahu jab Juhi ka devoce hua tab kisi ko bhi yaad nhi aai ki Juhi kaha rahi hogi kya khaya hoga kisi ko Parwah nhi thi sab aapnay baaray may souch Rahe thay ab may bhi Badal gai thi jisnay jaysa meray sath kiya vasay hi may ban gai mujhe model bannay ka koi ghamand nhi tha bus shuru say may ek self respect chahti thi vo mujhe kahi nhi mili fir Juhi nay ek film sign ki or ussko Asli pyaar vaha Mila usko Juhi kay paysay say pyaar naa tha Juhi ko Jo insaan Mila uska naam Rohit tha Juhi or Rohit dono hi ek dusray ko chahnay laagay un dono ki mulakatay honay laagi tabhi Rohit nay Juhi ko bataya ki vo bhi bahaut aachi or paysay vali family say belong karta hai or usnay bhi ghar chod diya hai Rohit ki bhi uskay ghar may koi bhi respect naa thi uskay baaday bhai ko hi importance milta tha chahe vo kitni bhi mehnat kar lay Juhi ko Rohit ki baatay aapnay say milti julti lagi 😑 or Juhi nay Rohit ko support karnay ka soucha or dono may pyaar hua or fir shaadi mujhe Rohit say milkar aacha laaga Manno ussay milkar meri zindagi bahaut aachi ho gai Rohit bahaut mehanti tha or Mera khayal bhi bahaut rakhta tha or meri madad bhi karta tha sab kuch bahaut hi aacha chal raha tha ek din Rohit bola Juhi say bola tumnay kabhi suraj kay baaray may nhi baataya nhi Juhi boli ki kya jaanana chahtay ho Rohit bola tumnay kabhi suraj kay baaray may baataya hi nhi may jaanana chahta hu tum kaysay milay or shaadi kay baad aysa kya hua Jo tumnay Rohit ko chod diya may boli suraj ek bahaut aacha laadka tha par vo meri taraf imandaar nhi tha Jo ladka meri taraf imandaar nhi hoga may ussay kaysay aagay tak aapna jivan bitati maynay Rohit ko bataya ki suraj ka aapni secretary Kay sath chakar tha or vo mujhe dokha dayraha tha bus esliye maynay ussay devoce day diya Rohit bola tum usko samjha bhi to sakti thi may boli jis insaan kay liye meray liye time nhi meray pass bhi aysay baanday kay liye time nhi Jo mujhay ahmiyat nhi dayta ho or Juhi kay aankh say aasu aagay aaysa lag raha tha ki Rohit nay Juhi kay puranay jakham khol diye ho Rohit ko Juhi ki aanko may aasu aachay nhi lag rahay thay vo bola ab bus Karo Juhi Mera Matlab tumhay dukh puchhana nhi tha fir Juhi bhi Rohit kay galay lag kar ronnay laagi Mano Juhi ko Rohit ki bahho may ek sukoon mil raha ho ab Juhi nay Rohit ko bhi aapnay kaam may half partner Bana liya tha ab Juhi ko koi bhi modelling ya ads ya film sign karna Hota Hai toh Rohit hi deal final karnnay jaata tha fir ek din Rohit malaysia gaya or uski mulaakaat suraj say hui Rohit suraj ko nhi jaanta tha itfaak say dono ek hi hotel may rukay thay or dono ki vaha hi /hello hui or dono vaha ek aachay dost ban Gaye suraj ka mizzaz ab bhi thoda vasay hi tha vo malaysia may Har aati jaati ladki ko dekh raha tha or vo Rohit ko bhi dekhnay ko bol raha tha par Rohit ko toh bus Juhi hi pasand thi toh Rohit malaysia ki ladkiyo may interest nhi dikha raha tha or jab Suraj nay bola yaar tum toh malaysia ki ladkiyo may interest nhi dikha rahay ho tab Pata chala suraj ko vo Juhi naam ki ladki say pyaar karta hai Rohit. Suraj ek baar hayraan or preshaan hua Juhi ka naam sun kar . Jab Rohit nay bataya ki meri wife modelling karti hai or may aaj Jo bhi hu Juhi ki vajah say hu .May Juhi ka ayhsaan kabhi nhi uttar paunga jab Rohit nay suraj ko bataya ki Juhi ka pehlay husband ka naam bhi suraj tha toh suraj Hass pada or kuch nhi bola suraj yeh souch kar khush bhi tha ki Juhi nay suraj ko bhula kar new marriage kar li hai suraj ko Pata chal gaya tha ki vo Rohit hi hai jissay Juhi nay passand kiya tha or suraj or Rohit ka malaysia ka trip khatam hua or vo jaanay laagay tabhi Rohit ka phone galati say suraj kay hotel kay room may rah gaya or suraj bahaut hi dhiyaan say Rohit or Juhi ki photo dekh rakha tha or souch raha tha ki meri ek galati ki vajah say juhi nay mujhe kyu chod diya tabhi Rohit. suraj kay pass gaya or bola uska phone yaha rah gaya hai suraj bola ha maynay sabhaal kay rakha hai or suraj nay Rohit say bola fir Kab milogay Rohit bola Mera visiting card rakh lo or jab bhi mann karary mujh say baat kar laayna suraj khush ho Gaya or bola yeh hui na dost ki yaari vaali baat.or dono hi aapnay aapnay ghar ko nikal Gaye...

Tab 2 din baad suraj ka call aaya Rohit kay pass Rohit nay bola kaysay ho suraj bola aacha hu .Suraj Rohit ko coffee penay kay liye force karnay laaga .Rohit bahaut bizy tha tab bhi usnay Rohit ko mana nhi Kiya or bol diya bolo kaha milna hai suraj bola aapnay office kay pass Jo cafe hai vahi miltay hai Rohit cafe milnay gaya or suraj say Mila. Suraj ka toh main motive Juhi say milna tha Rohit toh ek jariya tha Rohit baato hi baato may suraj say Juhi ki taarif kar raha tha bus usi ka fayada utha kar suraj nay Rohit say bola ki tum Juhi say kab Mila Rahe ho .Rohit nay bol diya 4 din baad uskay ghar may party hai or suraj ko vahi cafe may invite kar diya or bola tum zaroor aana suraj .Mano Suraj ko moka mil gaya tha juhi say milnay ka 4 din baad Juhi kay yaha party thi or vo aapnay promotion ko laykar bahaut khush thi tabhi us party may suraj ko aatay dekha or shocked rah gai or ussay dur say dekhnay lagi .Rohit nay suraj say Juhi ko milvaya par Rohit ko nhi Pata tha ki suraj Juhi ka ex husband hai.or Rohit nay suraj ko aaysay Juhi say introduce karaya ki Juhi yeh Mera malashiya Vala friend hai Jo mujhe malashiya may Mila tha .Juhi bus chup rahi kyucki vo aapni party may koi tamasha nhi chahti thi tabhi aachhak kuch second kay liye light chali gai or suraj Juhi kay karreeb aanay ki koshish karnay laaga or Juhi ko khas kar aapni baho may lay liya Juhi samajh gai thi ki vo or koi nhi suraj hai or ussay chumnay ki koshish karnay laga Juhi nay aapnay aap ko bahaut chudana chaah par suraj nay ussay tight pakkad rakha tha or uskay hoto ko chum kar bola tum bahaut sunder lag rahi ho Kassh tum mrray pass ab bhi hoti .Juhi ko bahaut gussa aaha tha par vo us time chup rahi or tabhi light aa gai Or Rohit aagaya bola arey tum dono yaha kya kar Rahe ho suraj bola tumhari biwi say mil raha tha vo vasay bhi ab top ki model ban gai or fir sab dinner karnay laagay tabhi zor ki baarish hui or sab aapni aapni cars may guest chale gaye par jab suraj nay Jaana chaha toh dekha uski car Panchar hai toh usnay soucha ab may kya karu tabhi Rohit bol pada aarray yaar tum itni baarish may kaha jaogay yahi ruk jao or Kal chalay Jaana suraj Juhi kay ghar hi ruk gaya Juhi bahaut thak gai thi party enjoy karkay ab Rohit bhi Sonam chalay gaya or Juhi steam bath .jab Juhi steam bath karnay gai toh ussnay dekha ki usko koi bathroom ki khidki say dekh raha ho .or jab ussnay jaysay hi upper kidki par dekha toh suraj ussay kidki say dekh raha tha or ussay bahaut gussa aaya or boli Rohit Pata nhi suraj ko kyu lay asya or mujhe tabhi yaad aaya ki meri bathroom ki khidki toh durat room ki taraf khulti hai jaha suraj ruka tha maynay kapaday pehnay or chup chaap suraj kay room ki taraf gai or bola tum yeh sab kya kar Rahe thay mujhe yeh sab bilkul pasand nhi suraj bola Mera koi bhi aysa intention nhi tha ki tumhay dekhu achhank steam ka Duan aatay dekha toh muhe laaga kahi aag toh nhi laagi esliye khidki dekhi maynay suraj ko bola plzz mujhe bhul jao tabhi Suraj bola tum aapni life may khush raho bus ek baar milnay aaya tha or fir aagay din maynay Rohit ji ko suraj kay chalay jaanay kay baad sab Sach baata diya hi suraj or koi nhi Mera pehla ex husband tha fir Rohit or may aram say aapni life enjoy karnay laagay.

MERI CHOTI SI STORY AHMIYAT(IMPORTANCE) KAYSI LAGI AAP SAB KO PLZZZ AAP SAB ko ZAROOR BAATAY YEH MERI SECOND NOVEL HAI AAP SAB LIKE,COMMENT,KIJIYE OR MERI YEH BOOK JALD HI PUBLISH KIJIYE .....

EDITOR

SHILPI GUPTA

More Chapters