Cherreads

Horror lift

Puneet_Kumar_0136
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
144
Views
VIEW MORE

Chapter 1 - hunted lift part 1

Ek aise raat jo mai kabhi nhi bhul shakti us din ko yaad kar ka aaj bhi mari ruh kaap jati hai usa din raat ka karib 11:10 baja hoga mai office ma over time work kar ka nikal rhi thi mai ground floor pe aai taki mai ghar ja saku maina apna sara saaman car ma rakha tabhi mujha ek awaj aai

"mujha chod ka mat jaao"

Mai thithak gyi maina idhar udhar dakha waha mara alawa koi nhi tha tabhi mujha waha ek ladki dikhi jo andhara ma kuch badbada rhi thi mai uska pass gyi maina pucha tum kon ho aur yaha itni raat ko kya kar rhi ho vo kuch ny boli tabhi mujha aisa laga jaisa mara picha koi hai mai picha mud ka dakha waha koi nhi tha mai todhi saant hui phir jab mai usa ladki sa puchna ka liya jaisa hi mudi maina dakha... Waha par koi ny tha mai thodi se dar gyi.....

Tabhi achanak se sari lights💡off ho gyi...

Mai torch jalana la liya jaisa hi apna 📱 nikalana lgi mujha pata chal ki mara phone to mara office ma hi raha gya hai tabhi lights💡 on ho gyi mai loft sa uper gyi aur apna phone laka aana lagi tabhi ek awaj aai

" Mujha kholo , kholo, kholo,"

Mai andhar hu.

Mai jaisa hi darwaja kholi ander vha tha vasu

Maina usasa pucha ki vo yaha kaisa fasa....

Next part comming soon...