Jb mai 10 saal ka tha toh bhot badi galtiya kar diya tha jb mai 20 saal ka hua toh ek or galtiya kar diya aaj bhi mujhe bhi apne ki hui galtiya ka ahesas hota hai ki maine bhot badi galtiya kar di thi ab is galtiya ko sudhrane ki puri koshish karta hun ki ab kbhi life me aise lagti n ho ki mujhe pachtana pade !
