Cherreads

❤ Dil ke baat

Muskan_1
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
115
Views
Synopsis
Chp-3 Dil ki baat "Ye kiya bol rahe ho tum?"....
VIEW MORE

Chapter 1 - ❤Dil ka Safar

CHAPTER-1 Pheli Mulakaat ~

Delhi ke college me Aayan naam ka ladka padhne aaya . Aayan bhoot simple or shant nature ka tha. Uska focus sirf Padhi or

uskne sapne pr tha.

College jaa phala din tha aur campus me bhoot rush tha. Sb student ek dusre se mil rahe te.

Tabhi Aayan library ki taraf ja raha ta or achanak kisi se takra gaya.

"Sorry "! Aayan ne turant kha.

Usne dekha ki same ek larki khari thi aur us ka naam Sara tha. Sara ki aankhe bhoot khubsurat thi or us ke chare par ek piyari se smile thi.."

Sara hasi or boli,

"It's okay.. First day hai, accidents ho jaate hain.."

Aayan thoda nervous ho gaya.. Us ne bas halka sa smile kiya or library chala gaya..

Liken us ke dimag me Sara ka chehera baar-baar aa raha tha.

CHAPTER-2 Dosti ki shuruaat ~

Kuch dino baad Ayaan ko pata chala ki Sara uski hi class mein hai.

Ek din teacher ne project announce kiya aur groups banaye. Ayaan ko surprise hua jab teacher ne kaha:

"Ayaan aur Sara ek hi group mein kaam karenge."

Sara muskura kar boli,

"Lagta hai destiny hume baar-baar mila rahi hai."

Dono library me mil kar projects par kaam krne lage. Dhere Dhere un ki Dosti ghari hoti gayi

Aayan ko Sara je saath kaam karna bhoot accha lagta tha aur Sara bhi Aayan ki simplicity se impress thi.

Ek din Sara na Aaya se pucha.."

"Aayan tum itna quiet kuyn rehte ho?.."

Aayan bola ..

"Bas.." Mujhe jayada bolna pasand nhi.

Liken thumare saath baat kar ke accha lagta h..

"Sara muskura di.."

CHAPTER-3 Dil ki baat

To bee continue...😇