Jindagi ka sach
Ek thi ladki Jo sab pe ashani se bharosa kar leti thi .uske bahot saare dost bhi the lekin koi real nhi tha sab matalabi the. Ek din uske jindagi mai ek ladaka aaya woh ladaka usse propose Kiya uss ladaki ne koi jawab nhi Diya phir bhi woh ladki ko sab bhabhi bhabhi bolane laage . Phir woh ladki unsab ko kuch nhi boli oh ladka uske liye gift lata acchi acchi baate bolta par un dono ki hamesha ladai hoti aur oh ladka bahot gussa bhi krta tha kya aap bataiye uss ladki ko rahna chahiye ya nhi . Woh ladki hamesha roti ussase winati krti ki Aisa maat karo par woh krta phir bahot dino tak gussa rahta phir manana jhagada manana jhagada yahi sab hota ab kya Krna chahiye uss ladki ko ???
