Aakhir call š±š Raat ke 2:17 ho rahi thi riya apne kamre mai padh rhi thi Achanak Se Uske phone per call aata hai Kanchan Insan ke Riya soch rahe the Shayad Koi galti se call kar raha hai lekin बार-बार call Aane per Riya Ne call uthaya Bola hello hello kaun second Tak pura Sanata Raha fir ek dhimi awaj aai riya darwaja mat kholna rija chaukh gai koun bol rha hai mera name kaise pta ? Phone pAwaaVahi Awaaz phir boli- bas Meri Baat Mano jo bhi aaye darwaja mat kholna ! Itna kah kar call kat gya l riya ka dil jor jor se dhankne lga ; usko samajh Nahin a raha tha ki Kisi Aur Ko uska naam Kaise pata tabhi thak- thak .... Thak-thak Kisi Ne Uske ghar ka darvaja khatkhataya Riya dar gai Dheere Dheere darvaje ke pass koi aur poochha Kaun? Bahar se ek aadami ki awaaz I bola beta main Tumhare Papa ka doston darvaja kholo priyadar Raja khulne wali hi Thi tabhi Usi number se call aaya Uske pass usne turant call uthaya phone pe ohi awajghabrai thi riya ! Agar Jinda Rahana chahti ho to darvaja mat kholna kyonki... Riya kapte huye boli kyu phone par awaj aai - kyunki mai tumhare ghr ke under hu aur jo darvaja khatkhata Raha Hai vah Main Nahin hun Riya ke Hath se phone Gir Gaya darvaje per Awaaz Tak aur Tej Ho Gai Aankhir darvaje Ke Piche kaun tha ?
