Cherreads

Chapter 1 - van hamari Sampada

Van hamare jeevan k liye atyadhik mahatvpurn h. Van paropkari hote h y hamare mitr or sahayak bhi h. Ye dhoop or Varsha ko jhelate hue hamari sahayata krte h

Vracho k Karan he Varsha hoti h. Vrach jal k bahav or bhoomi k katav ko rokne m sahayak h .vano s hame bhavano k liye mulyavan lakdia milti h. Vano s hame eedhan ki prapti hoti h. Inse hame anek jadi-bootiya or davaiya milti h vano s haryali or chhaya bhi milti h. Vano m anek vanya jantu bhi rethe h. Lakin bade dhuk ki baat h ki aaj Kal manushaya apne Rehan shehan ki jarurato ko poora krne k liye vano ki adhadhund katav krte jaa rha h ashamaya vad,thufan aadi aane ka pramukh Karan vano ka aabhav he h bhaut s log chare k liye apne pashuo ko khula chod dete h. Isse bhi vano ko Hani phauchti h.

Atha hamara kartvya h ki ham vano ki rakcha kre. Iske liye hme vano ko Nast krne walo ko asa krne s rokne hoga. Hame aadhik s aadhik ped lagane honge. Hame sankalap lena hoga ki ham apne janamdin pr vrasharopan kre.

Harsh ki baat y h ki ab hamari Sarkar ka dhyan issi or aa gya h. Bharat m " van mahotshav", k Avshar pr bhut s pedo ka ropan kiya jata h.

More Chapters