Cherreads

Chapter 1 - Darawana jangal part 3

Tino vaha se jaldi jaldi teji se ghar ki or bhagne lagate hai bhagte bhagte Aarav ne us aadami se puchha bhaiya ye saya kon hai tab aadami kahta hai abhi nhi bata sakta beta tum bas dounte raho ghar jane ke bad sab bata dunga bhagte bhagte dono aadhe raste par pahunch gaye tabhi Aarav ne pichhe mudakar dekha to usako aapne pichhe lambi si Kali parchhayi aati huyi dikhti hai uska na koi chehra na koi aakar bas ek lehrati huyi parchhayi jo hawa ke sath sath Aarav ke pichhe pichhe aa rahi thi tabhi samne se aadami chillane laga beta pichhe mudakar mat dekh tu fir se usi jal me fas jayega Aarav jhat se aage muda our aage dekhne laga thodi der bad dono Ghar pahuch jate hai ghar pahuchte hi us aadami ne darwaza khatkhataya are o Vimala jaldi darwaza khol nhi to ye saya ham log ko nigal lega tab vimala ne darwaza khola our boli kya huaa ji aap to es ladke ko chhodne gaye the na tab aap log Ghar vapas kyu lout aaye our aap log ghabraye kyu ho tab aadmi kahta hai vimala vo saya hamlog ke pichhe lag gaya tha dono jaise taise ghar pahuch gaye tab vimala kahati hai he bhagwan ye sab thik nhi ho Raha hai esh gaon ko kiski najar lagi hai jo ab din me bhi ye saya ghum raha hai he bhagwan ye achha sanket nhi hai tab aadami kahta hai Aarav se beta ye vahi saya hai jisne mere bete ko nigala tha our lagta hai ye saya ab tumhare pichhe pada hai tab Aarav kahta hai kya lekin kyu ye saya mere pichhe kyu pada hai tab aadami kahta hai kyuki tum Dewagadh me us din aaye the jab us saye ko naye shikhar khoj Rahi thi tab Aarav kahta hai kya matlab aap kahna kya chahte hai tab aadami kahta hai aaj us aatma dvara chune gaye vyaktiye ki mout ka din hai us aadmi ki bat Aarav ka chehra safed pad jata hai Aarav kahta hai kya meri mout ka din hai mai to es gaon me sirf kuchh kagjad lene aaya tha tab vimala kahti hai beta es saye ka lachhya kabhi achanak nhi Banta ye use hi chunti hai jo kisi adhure aatma se jud jata hai tab Aarav kahta hai ki lekin meri kisi atma se ke sath kya dushmani ho sakti hai tab aadami kahta hai beta tumne vahi galti ki hai jo mere bete ne ki thi tab Aarav kahta hai kon si galti Maine konsi jagah galti ki hai tab aadami kahta hai raste me rat ko kisi pukar ka javab dena jo mere bete ne ki thi our kal tumne vahi galti dohrayi hai beta maine tumko pahle hi rat ko samjhaya tha ki pichhe mudakar mat dekhna our kisi ka javab bhi mat dena lekin tumne meri baat nhi suni ye sun ke Aarav ka dil mano dhadkana bhul jata hai. Aarav ka pura sharir thar thar kap raha tha tabhi Aarav bola kal rat ko jo mujhe rone ki aavaj sunayi de rahi thi vo to ladki ki thi tab aadmi kahta hai han beta vo rone ki aavaj ladki ki nhi thi vo ushi saye ki aavaj thi jo ush saye ki pukar par dyan deta hai vo uske nishane par aa jata hai tab Aarav kahta hai kya to Mai us saye ke ka shikar ban gaya hu tab vo budhi Amma vaha aane lagti hai our bolti hai beta tum us saye se bach sakte ho agar tumne apne jivan ka ek kaam kar sakte ho to tab aadami kahta hai Budhi Amma kya aap janti ho ki ye ladka kaise us saye se bach sakta hai saya jise chun le vo dar se nhi sach se mar sakta hai beta Tum kagaj lene aaye ho na kon sa kagaj lene aaye the pahle mujhe ye batao tab Aarav kahta hai meri kampani ke purane kagjad jo yaha band pade hai kisi godam me rakhe hai Damodar our budhi Amma ekdusre ko dekhne lagte hai unke chehre par dar ki ek nayi parat ubhar aayi thi tab Damodar kahta hai ye to vahi godam hai jaha Mera beta aakhari bar gaya tha tab Aarav kahta hai kya aapka beta us sarkari godam me gaya tha lekin aapka beta us sarkari godam me kyu gaya thatab Budhi Amma kahti hai beta vahi god es Dewagadh ke aatmavo ka ghar hai es gaon me salo pahle aag lagi thi us godam me kayi majdur andar fas kar mare the our kahte hai vo aatmaye aaj tak bahar nhi nikal payi aajtak ush godam me aatmaye bhatkati hai tabhivve saya un logo ke pas aane lagti hai vobsab bhagne lagte hai Aarav our Damodar dono bhagte bhagte us godam me chale jate Hain aur purane kagjad ko khojne lagte hai vo godam ekdam khandar jaisa lag raha tha jaise bahut si aatmaye yaha salo se rah rahi ho vo log jaldi jaldi kagjad khoj rahe the tabhi vo saya aa jati hai our Damodar ko vo kagjad mil jate hai jisme likha hota hai ki vo sabhi majdur jo godam me kam karte the vo koi ghatana nhi thi balki unhe mara gaya tha tabhi vo saya Damodar ko ghayal kar deti hai our vaha ke godam me Jo aatmaye thi vo sab bhi bahar nikal jati hai tab Damodar kahta hai Aarav tum yaha se bhag jao ye sabhi aatmaye es saye koar dengi tab Aarav kahta hai nhi main aapko chhodkar nhi jaunga aapne meri jan bachayi thi tabhi godam ki sabhi majduro ki aatmaye us saye ko gher leti hai our Aarav Damodar ko lekar bahar aa jata hai our godam me aag lag jati hai vo saya chilla rahi thi bachao bachao our vo sabhi atamaye jo salo se us godam me kaid thi vo aajad ho jati hai our sabhi gaon walo ko us saye se mukti mil jati hai

More Chapters