Ek ladki Thi bahut hi khubsurat aur sanskari Thi jitni vah sanskari Thi utna hi vah imandar bhi thi wo seventh class mein padhati thi us ke class mai ek ladka tha jo usse andar hi andar usse pasand karta tha wo ladki ki chote mote kaam aksar kar diya karta tha usse ladki ke kaam kar ke bahut khusi hoti thi badle Mai ladki usse thank you kah deti thi to ladke ki khusi ka thikana nahi rahta tha ek din ki baat hai ladka aur ladki dono sath sath apne ghar ja rahe the Achanak barish suru ho gai ladka aur ladki dono ek darkht ke niche thahar gaye accha bijli kadki ladka aur ladki bhaut pass aa gaye ladka khud ko rok na saka aur ladki ko purpose kar diya ladki bhi usse andar hi andar chahati thi to usse inkaar na ki aur dono Khushi khusi apne ghar chale gaye ek din ki baat hai ladki ladke ka intezar kar rahi thi lekin ladka Bahut der se aaya to ladki usse narazgi se boli kaha the itna der meri to jaaan hi nikal gai thi ladka Jhatt se uske muh apne hath se daba diya aur bola meri jaan aisa Mt kaho mai kaha der se aaya hu apne dil se pucho mera dil to tumhare pass hai ye sun kar ladki ka gussa peyar mai badal gaya aur dono usi darkht ke niche baith gaye ladki ke darkht ke sahare baithi thi aur ladka uske god mai sar rakh ke baitha tha ladka bola mai tumse bahut peyar karta hu ladki boli mai bhi Bahut peyar karti hu dono bahut hi khus the aur bahut saare baate kar rahe the lekin accha nak ladki boli mere jaaan mai nahi rah sakti hu tumhare bina tumhare bina 1 din bhi 1 saal lagte hai mujhse saadi kar lo na ladka jhat se utha aur bola meri jaan mai apne ghar pe saadi ka baaat karunga ladki khus ho gai aur usse boli mai bhi yahi chati hu tumhare sath rahu dono gale mil ke sath mai apne apne ghar chale gaye ek din ki baat hai ladki ussi darkht ke niche ladke ka wait kar rahi thi ladka ka aadat tha ler se aana to ladki wahi baith gai aur ladke ke aane ka intejaar karne lagi jab ladka aaya to ladki ko nind aa gai thi to ladka usse jagaya ladke ka chehra bahut udaas tha aur wo kuch bol bhi nahi Raha tha to ladki ne kaha kya huwa tum bahut udaas ho aur kuch bol bhi nahi Rahe ho ladki ne kaha ki apne ghar wali se saadi ki baat ki tumne ladka kaha ha Maine kaha tha lekin wo nahi man rahe hai saadi ke liye aur meri saadi kahi aur taye kar diye hai ye sun kar ladki ka jor jor se rone ka Dil Kiya lekin ladki apne jajbaato per kabu kar li aur kaha mai nahi rah sakti hu tumhare bina ladka kaha mujhe maaf kar Dena ladka dhire se kaha tum chaho to ham dono hamesha dost ban kar rah sakte hai ye sun kar ladki usse gale laga ke jor jor se rone lagi aur dono ro te rote. Apne ghar jane lage ladka aur ladki dono mud kar ek dusre ko dekhe aur phir chale gaye aise hi kai din bit gaye ladke ka saadi ka din aaa gaya ladke ke mata pita bahut khus the aur sab koi khusi se dance kar raha tha ladke ko yakin tha ki ladki uske saadi mai aaye gi lekin aisa huwa hi nahi ladki nahi aai thi lekin ek gift jarur aaya tha ladka ne khud usse khol ke dekh ne ka echcha huwa aur usse khol ke dekha to wo behosh ho. Gaya us mai ladki ka khoon se lat lat dil tha aur us mai likha tha aur pagle apna dil to mere pass hi bhool gaye rakh lo apna dil warna apne biwi ko kya doge aur us mai likha tha ki hamesa khus rah na us din se ladke ki khusi Hi Chin gai na usko smajh aa raha tha mare ki jiye to dosto kabhi kabhi mata pita ke faisle us ke bacche ke khusi Hi Chin leti hai sochiye us ladke pe kya guzra hoga to dosto hamare bhi life mai khuch aisa hi hai mohabbat karna gunah nahi hai lekin na ho mohabbat wahi sahi hai to kya sikha aap ne ye mohabbat aadmi ko pagle bhi kar sakti hai ye mohabbat aisa chiz hai aasa krti hu aap log aisa galti na a hi Kare to sahi hai hamesa khus rahiye mohabbat ke chakkar mein mt padiye ijat ka dar ho to mohabbat mai na pado mere dost mohabbat bhi karte ho aur log se bhi darte ho kya baat hai janab jahr bhi kha liya aur mout se bhi darte ho kisi ne kya khoob likha hai mard ka mohabbat se koi fasana nahi hai wo mahbuba se saadi nahi karta aur biwi se isq nahi karta written by akku ♥️♥️♥️
