Cherreads

mere zindagi ki kahani

Mere zindagi me bahut sari galtiya hui hai isi liye mai ye likh raha hu ki aap ise dekh kar padh kar dobara mere jaise galti na karen ab mai apna parichay batane jaa raha hu mere name gaurav kumar hai bagaha 02ward no 12 ka athai nivasi hu mere pita ji ka naam Mr Munna rawat hai mere mummy ka name mrs kiran bedi hai mera mummy bahut badhiya swabhav ki hai lekin papa bahut kharab insan meri mai apni mummy ko hi sab kuch manta hu meri mummy hamlog ko kisi bhi chij ka Kami nahi hone deti hai bhale hi hamlog ek garib aur middle class ke admi hai mai apni mummy se jada kisi ko bhi manta mai. Mai pahle ek Punjab National Bank ke csp me computer sikhne jata tha 1saal 1.5saal tak sikha to pata nahi kiski najar lag gayi ki jinka csp tha unhone mujhe csp aane se mana kar diya lekin meri mummy boli kya huaa kuch nahi huaa mai hu na tum waha pe nahi jawoge to kya ho gaya mere pass rahna mai maa ka baat sun ke bahut khush huaa lekin jab mere Papa ko pata chala to unhone bola ki jarur koi galti Kiya hoga chori wori mai kuchh bhi nahi bola ha ya na kuch bhi nahi tabhi uske kuch din baad ja Kai dukandaro ne dekha ki mai kaam nahi karne jaa raha to unhone hamko bukakara puchha ki tum kaam pe nahi jaa rahe kya Maine bola nahi ab nahi jaa raha hua to unkho puchha kyo maine kaha waise hi nahi jaa raha hu to unhone ne bola ki mere dukan me taha jao maine bola ki kab se subah se nahi rah paunga abhi kyu ki abhi 7th class padhna hai uske baa sarjari school me likhwana hai unhone kaha ki tab jab likhwa lena to hamse batana maine kaha thik hai tab jab us dukan Wale ke pass se aaya to dusre dukan Wale ne kaha ki babu idhar aana to mai gaya to unhone bhi yahi pucha ki dukan nahi jaa rahe ho kya Maine kaha nahi jaa raha hu to unhone bhi yahi kaha ki tab mere dukan pe rah jao to maine kaha ki abhi 7th class padhna hai uske baad sarkari school me likhwa lenge tab kaam karenge to unhone ne kaha ki jab likhwa lena tab batana maine kaha thik hai tab mai ghar khusi khusi aa gaya tab ye baat mummy se bataya to mummy bhi khus ho gayi maa ne bhi ka tumhare pass utna gyan hai tabhi na wo log tumse bol raha tha maine h me jawab diya uske kuchh din baad mai gaya dewayi kharidne to Jo dusre dukan dar the wah bole ki 5mint ruko tumse kaam hai tab mai ruk gaya tab hmko side bule ke bole ki kal se dukan pe aayoge half time se hi Maine bola aa jaunga tab mai waha se khusi khusi chala aaya to mummy bhi boli thik hai tab kal se jaao Mai uske agle din se gaya to unka computer ka bhi dukan hai aur medical bhi hai to maa apni aadhi kaha bat diye ab kal mai apni puri kahani btaunga .

More Chapters