Ek ladki rahte hai jo class 9 ki student hoti hai or vaha padhna likhna ma bahut acchi hoti hai lekin usa pata nhi tha ki uski jindagi itni jaldi idhar sa udhar hojayega usna kabhi socha bhi nhi tha ma baat kar rahe hu shivangi name ki ek ladki jo ek bahut hi accha ghar sa hoti hai or vo ek joint family sa hoti hai or unsa chota sa hi bahut pyaar or dular paaya apna ghar par vaha durga intermediate College school ma padhte thi vaha school uska Ghar sa 15km ki duri par tha or usa lena ek bus aati thi baat kara shivangi ki to vaha bahut accha nature ki ladki thi or usa dogs bahut pasand tha lekin jab uska 9 ka annual exam chal raha tha or uski dadi ka nidhan ho jata hai shivangi apni dadi ka sath hi rehte thi unhi ka sath soti rehti khati piti bhi thi shivangi apni dadi sa bahut pyaar karte thi ab dadi ki nidhan ka baad shivangi ki jindagi ki kahani kya hoti hai ma aapko aaga batate hui juda rahiya mera sath milta hai next episode ma 😊😊
