Cherreads

Chapter 1 - mare zindagi ke sabsa badi galti

Mai na jao apni life Mai ya galti ke hai vo aap na kare or esa story ko dhayan sa padha or ya galti haam jyadatar 16 age mai karte hai abhi thak to aap samajh he gya hoga mai kese topic per baat kare na wali ho

To aab ya story start karte hai

Let's go

Mai 16 age mai ek ladka sa mile vo bhi social media per fir haama na kuch time baat ke or fir haam best friends bana gya usa time mai 10th mai thi or vo 11th mai fir ek din usna mujhe sa ek question kiya ke kya mai usa pyar karte ho to mai na hai bola diya or usna bhi hai bola ke vo mujhe sa pyar karta hai fir hamare baat bahut time thak chala thi rahi fir ek din hamare isa khane ma8 ek twist aaya or ya twist kuch aala he tha

Aab thak shayad aapko andaza ho gya hoga ke twist kya tha

Nahi hua to mai baata daati ho

mare phone mummy ka pasa tha or mummy na mare or uske chats ko read kare liya

Per usa time mummy na mujhe daata nahi sirf samjha ya ke ya sab galat hai

Or mujhe apni study per focus kare na chahiye per mai to pagal ho or mai na nahi Mane unki baat or mummy na bola ke usa block kare da per mai usa block nahi kya or unha sa jhooth bola ke mai na usa block kare diya fir usa baad sab kuch normal ho gya

Fir esa kahani mai ek or twist aaya jab Ranjha na hera ko chood diya hai 😔

Or fir kuch time bahut bura laga or bahut ro na bhi aaya

To aab aap socha raha hoga ke jab sab sahi chala raha tha to Ranjha na hera ho chooda kyu

Ek hamare ladai ho gyi or shayad galti mare thi per mai na usko bahut sorry bola per vo nahi mana or mai na last massage ya kiya ke aab Mai sorry nahi bola gyi tumha mana hai mano nahi mana maat mano to or fir mai na likha ke tum na mujhe aab kho diya aab Mai kabhi massage nahi kare gyi to usa na likha same to you be happy 😔😔

Or fir mujhe uska jana ka baad bahut farak padha or mujhe bahut ro na bhi aaya fir jab mai na khud ko sambhal liya to fir mare life mai ek or twist aaya

Vo ladka vapas aagya 👀👀

Uska massage aaya fir sa ' hi kase ho ' or fir mai na bola kya kare na hai tumha ya jana kare or usna bola ke ya mare hi galti thi mujhe maaf kare do

Or usa na bola mai isliye tumha chood kare gya tha kyuki tumhare mummy sab kuch pata chala gya tha unha or kuch na pata chal jata isliye mai chala gya tha

Or mai sabsa bahi pagal ho mai na usa maaf bhi kare diya or fir hamare phala ke taraha baata hona lage or fir

Ek din mujhe sacha pata chala

Or usa na mujhe sa bola ke mai kabhi tum sa pyar nahi Kiya or usa time mujhe bahut baada shock laga or usa na mujhe sa bola mujhe usa time tum jasa kese ladki ke jarurat thi isliye mai tumhare sath tha

Fir mai na uska baad usa kabhi baat nahi

Or mai to usa kabhi mile bhi nahi thi

Fir sab kuch thik hona laga vo apni life Mai happy or mai apni life Mai

Mera birthday ka din usa na mujhe massage kiya happy birthday

Or usna mujhe sa bola ke haam only friends bana sakta hai or mai hai bola diya or ya mare hi galti thi Jo mai na usa hai bola or ek din uska gf ka mare pasa massage aaya or vo mujhe sa ya pocha thi hai ke mai usa ladka ka sath relationship mai aa jao

Mai na bola aa jao mujhe sa kyu pocha rahi ho fir vo dono relationship mai aa gya or fir vo ladki usa ladka ko chood kare chale gyi shayad ya jo usa na mare sath liya ushi ka karam tha usa to yahi lagta tha

Or abhi haam sirf friends hai abhi bhi or na mare usa baat or na uski mujhe

Abhi mare galti khatam nahi hoi hai ya mare phale galti thi abhi dusre or sabsa badhi galti to baaki hai or vo aap next chapter mai padha gya I hope aap na isa story sa kuch samajh hoga ke hama kese bhi insaan per trust nahi kare na chahiye or isa age mai to bilkul bhi nahi

To taiyar rahi ya next story ka liya

Thanks read for the story

More Chapters