Cherreads

UNTitled,Butti_Ram1775562918

Butti_Ram
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
34
Views
Synopsis
hurrah
VIEW MORE

Chapter 1 - jab maina cycle chalana sikha

Main bachpan ma cycle chalana sa bahut darta tha lakin mujha cycle chala ka bahut shonk tha mara sabhi dosto ko cycle chalana aata tha lakin ma cycle chalana sa bahut darta tha mara pass ik red colour ki cycle thi jo jo chala ma bahut badiya thi lakin sobhagya sa mujha cycle chalana nahi aata tha phir ik din mana thodi si himat dikhayi hor mana cycle chalana shuru kiya phala mujha bahut dar laga lakin jab mana thodi si cycle chalayi to mara aandar sa dar nikal gaya or mana bahut cycle chalayi vo Mari zindagi ka sabsa hasin pal tha ma bahut kush tha mujha bileve nahi ho raha tha ki mana cycle chala li par vo koi sapna nahi balki hakikat thi sach ma vo pal mari zindagi ka sabsa hasin pal tha ma es pal ko kabhi nahi bhul sakta marta dam tak nahi