Cherreads

UNTitled,Soni_Rajbhar_91901775756692

Soni_Rajbhar_9190
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
112
Views
Synopsis
5
VIEW MORE

Chapter 1 - jis par ham sabse jayda Bharosa karte h vo hame kabhi nahi samj sakta

Mari zindigul ki kahani

Mai soni mai Jab 10 saal ki thi tad mani apna ghar chod diya tha Kyunki Mujhse ek bohot badi galti ho gayi thi jise wajha se mare papa nai mujay mara tha jise wajha se mai ghar se maine ghar chod diya Lakin jab maine apna ghar choda tab mujay ye lag raha tha ki maine ghar chod kar sahi kiya Lakin kahi n kahi mujay bura bhi lag raha tha ki mane ghar chod kar bohot badi galti kar di jab mai apna ghar chod rahi thi Tab mane ye nahi socha ki mare ghar walo ko kesa lagega our mare ghar walo ka kya hoga unko kya kya sehna padega hamare ghar ke aas pass wale log kya kahege maine ye bhi nahi socha ek mahine mai apne dost ke pass rahi Lakin usne bhi meea sath chod diya mai usko apna sabse Acha dost Manti thi Lakin usne mujay apna dost nahi samja aur din usne mujay apne ghar se nikal diya usne mujay kaha ki mai apne maa baap ki nahi ho saki to uski kya hogi jaha tak uski baat bhi sahi thi ki maine apna ghar chod se pahle apne maa baap ke bare mai nahi socha dire dire mujay mari galti ka yehasa hone lga tha jab mai apne ghar gayi to mare maa mujay gale lga kar bohot royi aur mari papa ne mujay se kaha bati hamne kya keya tha tum hame chod kar chali gayi Thi mare papa ne mujay kaha aagr ham se koi galti huyi ho to ham ko maaf kar dena Lakin ab se ham ko chod kar mat Jaana jise mujay ye samja aaya ki hamko hamare ghar walo se jayda koi pyar nahi kar sakta h .