Bahut samay Ki baat Hai Kisi rajya mein ek chhote se gaon mein mitti ka ek Ghar tha Ghar kya bus Charon taraf mitti ki deeware
Aur upar ek kapdela La hua tha aur tuta Sa darvaja usi ek chhote Se Ghar mein ek 17 saal ka ladka Manohar rahata tha uska Parivar use gaon mein sabse Garib Mana jata tha uske pita kisi ke yahan Pani bharna to Kisi Ki yahan kheti karna to ya FIR vahan ke gaon ke Chaudhari ke yahan eatte dhone ka kam karte The man bhi Chaudhari ki patni ko bulae bulae Gaye dwara Kisi ke khet mein ghas saaf karna to Kisi Ka Dhyan lagane ke liye Chali Jaya karti thi yahi hota hai ki Kamna milane ki vajah Se Kahan ka Bina kha pet bharane wala tha usi gaon ki ek sarkari school mein Manohar padta tha usne paanchvi Tak padha uska padhne mein man to bahut lagta tha lekin garibi hone ke kared usne usko paanchvi choddna padega
