Cherreads

UNTitled,Mustaq_Mohd_54371776147129

Mustaq_Mohd_5437
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
61
Views
VIEW MORE

Chapter 1 - Meri zindagi ki khani

Hello 👋

Mera nama 'Mustaq Mohammad ' aur ab ma 17 saal ka hu. Mai ap ko apne zindagi ka bara mai bata Raha hu.

1. Mara janma '2009 me 12 November ko jammu mai hu tha. Meri mom ka nam ' Balqis Begum' hai aur Mera papa ka nam'Gafur Mohammad' hai . Mera papa diver tha aur Chandigarh ma kaam karta tha . Jab mai 4 saal ka hu to meri AK choti bhan ho gi thi . Mai apna mama papa ka sath sarf 5 saal rha tha.

2. Mai 5 saal ka baad apni Nani ka Ghar a ga tha . Meri Nani ka nam mazoora Begum hai .

Meri 1 ak masi hai. Aur 2 mamu hai . Par mara nanu nhi hai. Mere nanu 2002 me unki death ho ghi thi. Mana apna sari zindagi Nani Ghar hi rha . Mera 2 mamu Hyderabad kaam karta tha.

Dono mamu mujha bhaut pyar karta tha. Meri mama papa aur bhan Chandigarh rahta tha .

3. Mana apni padhaai Nani ke ghar hi ki thi. Main nasri nursery se lekar UKG Tak pada pahle. Mere school ka naam Shivaji memorial academy Nagrota Prehta hai.

Baki ki kahani Main aapko first class Se lekar abhi jitni classes mein padha hun vahan Tak aapko batata rahunga