Ek Samay Ki Baat Hai Jab Mera Janm 2004 ke Garmi ke Dinon mein hua tha Jis Samay pure gaon ka yah hal tha ki pure Gaon Mein bimariyon Se Bhara Hua Ek mahaul ban gaya tha aur sabhi log ek dusre se milane se bahut hi Dar rahe the yah sochkar ki yah Bimari Hamrai bacchi ko na Ho Jaaye. Aur sab log Apne bacche ko dur rakhte. Use kathin Samay mein Hamari Maa ne ek bahut hi Bada Kadam uthaya aur unhone Soch Liya Ki Main Agar Jinda hu To Apne bacche kai Liye aur unhone Mujhe Apne Sine Se Lagaya aur yah Ehsas dilaya ki Main Jab tak Jinda Hun Apne bacche ko Kuchh Nahin honai dunga.
