Neha ek bahut achi ladki hai vo akele apne papa mummy ke sath ahemdabad me rahti thi vo choti use lagta tha ki sabki big family hoti hai lekin meri nhi phir bahut time baad neha ke papa ne neha se kaha ki ab hum log gaon jayege neha bahut khush thi kuch din baad vo gaon pahuchi vaha sabse milke neha ko bahut acha laga phir vo log vapis ahemdabad aagye bahut time bit gya neha thodi badi ho gayi thi phir uske papa ko phone aaya ki neha ke chacha ki tabiyat kharab ho gayi hai neha ke papa ne bahut koshish ki thi ki unhe koi train mil gaye lekin April ka time tha train milna impossible tha ek din normal din ki tarah start hoya 10 baje sabka phone aaya ki ab chacha ki halat me sudhar ho rha hai phir neha ke papa gaye station train ke bare me pata lagane 11 12 baj rha tha ki neha ki mummy ke paas sabka phone aaya ki neha ke chacha expire ho gaye ye sunne ke baad neha ki mummy ne neha ke papa ko phone kiya aur ghar bulaya papa ghar to ghar ka mahol mano jese bekar ho gya tha neha ko pahle kuch samajh nhi aaya aur phir jab neha ko pata chala to neha bhi ro rhi thi sham ko kisi ka khana khane ka man nhi tha isliye neha ki mummy ne neha ko subah ka bacha khana de diya neha ne khana khaya aur so gyi 12 baje neha ko uske papa ne uthaya aur bola ki chalo gaon neha kuch samajh nahi payi tabhi ek car aayi joki neha ke papa ke dost ki car thi unhone neha ki family ko Rajasthan chod diya vaha volog train se apne gaon pahuch gaye... ab 13 din bit gya vo log vapis ahemdabad chale gaye ek do saal baad phir papa ko phone aaya ki dada ki tabiyat kharab hai vo kisi thik se nhi pahchan pa rhe neha ki mummy ne kaha kahi is baar der na ho jaye vo log gaon chale gaye dada bhi thik ho gaye neha ke papa ne kaha ki neha aur neha ki mummy gaon me rahegi ab neha gaon me padhegi neha bahut khush hoyi kyuki use apni cousin sisters ke sath bahut maja aata lekin neha ko nhi pata tha ki ab uski kahani bahut sad hone wali hai...🥹🥹
