Ayaan Naam Ka Ek Ladka tha uska Bal Thode Lambe the Uske pass Ek Jaadui Talwar use ladna Pasand Nahin tha Magar Uske Parivar Mein sab log Ek Mahan Yoddha the uski maa vahan Ki Rani thi use pure Nagar Ki Rani vah Jab 8 Sal ka hua tab Kuchh bacche use Pareshan karne lage aur vah bacche bahut jyada use Pareshan Karte The Daily vah Har Din Ka Silsila Ho Gaya Ek Din Uske dimag Mein Ek Khyal Aaya vah usne Socha Ki yah log Mujhe Har Din Pareshan Karte Hain usne Socha Ki inhen Achcha Sabak sikhata hun vah daily training Mein Jaane Laga Uske trainer Ka Naam Tha Armaan Uske trainer bahut Bade Yoddha the aur use Yoddha ne ek bahut Bade danon ko Hara Rakha tha aur uske master ka bhai ka naam Aftab tha Aftab vahan bahut powerful tha vah apne bhai ko bhi Hara deta tha kya Hoga aage Aage ka story bahut hi jyada dardnak and Khatarnak hone wala hai Aage Tak dekhne ke liye
